Sunday, March 13, 2011

Agar khuda tumhari duain poori kar raha hai

Agar khuda tumhari duain poori kar raha hai,
tau woh tumhara yaqeen barha raha hai,
Agar dair kar raha hai
tau woh tumhara sabr barha raha hai,
Aur agar duaon ka jawab nahiin day raha
tau woh tumhain aazma raha hai.
Hazrat Ali(R.A)

No comments:

Post a Comment